Roman script

badnaam ho raha hai ab ishq ka fasana 

badnaam ho raha hai ab ishq ka fasana 

rasme wafa na jane rasme wafa na jane 

ye bewafa jamana badnaam ho raha hai 

ab ishq ka fasana 

kahte hai ishq jisko jindgi ki baaji 

kahte hai ishq jisko jindgi ki baaji 

koi khel to nahi duniya mein dil lagana 

koi khel to nahi duniya mein dil lagana 

rasme wafa na jane rasme wafa na jane 

ye bewafa jamana badnaam ho raha hai 

ab ishq ka fasana 

mushkil nahi hai koi wada wafa ka karna 

mushkil nahi hai koi wada wafa ka karna 

mushkil bahut hai lekin karke use nibhana

mushkil bahut hai lekin karke use nibhana

rasme wafa na jane rasme wafa na jane 

ye bewafa jamana badnaam ho raha hai 

ab ishq ka fasana

Explore this song