Roman script
wada ye kar sathiya wada ye kar sathiya saato janam sath ho sanam hum tum, tum aur hum sanam hum tum wada ye kar sathiya wada ye kar sathiya saato janam sath ho sanam hum tum, tum aur hum sanam hum tum mujhko baho me tum bar lo yuhi na raat dhal jaye mujhko baho me tum bar lo yuhi na raat dhal jaye kahi ek pal me mausam ka irada na badal jaye o dil ne mujhe kah diya maine bhi sun liya o dil ne mujhe kah diya maine bhi sun liya saato janam sath ho sanam hum tum, tum aur hum sanam hum tum wada ye kar sathiya wada ye kar sathiya saato janam sath ho sanam hum tum, tum aur hum sanam hum tum meri aagosh me aa ja mitta de duriya dilbar meri aagosh me aa ja mitta de duriya dilbar tu mujhse dur jaye to bojh padta hai is dil per tumko diya hai jiya tumko kaha hai piya tumko diya hai jiya tumko kaha hai piya saato janam sath ho sanam hum tum, tum aur hum sanam hum tum wada ye kar sathiya wada ye kar sathiya saato janam sath ho sanam hum tum, tum aur hum sanam hum tum
Song details
- Singer: Anand Raj Anand
- Singer: Shreya Ghoshal
- Film / album: Wajahh (2004)
- Composer: Anand Raj Anand
- Lyricist: Anand Raj Anand
- Actor: Arbaaz Khan
- Actor: Shamita Shetty
- Actor: Gracy Singh
- Actor: Zulfi Syed
- Actor: Satish Kaushik
- Actor: Sudesh Berry
- Actor: Daler Mehndi
- Actor: Vijayendra Ghatge
- Actor: Zahid Ali
Song video
singer: Anand Raj Anand, Shreya Ghoshal