Roman script
kya oro me dekha hai jo hamme nahi paya tumne hamare hote oro se dil lagaya wada hamse kiya dil kisi ko diya wada hamse kiya dil kisi ko diya bewafa ho bade hato jao piya bewafa ho bade hato jao piya wada hamse kiya tumko julfo ki jannat milegi kaha husn ki tumko ulfat milegi kaha dekh lene palat kar yahi aaoge tum hamari ada kaha paoge bin hamare kaha lag sakega jiya bin hamare kaha lag sakega jiya bewafa ho bade hato jao piya bewafa ho bade hato jao piya wada hamse kiya ab wo pahli najar ke irade kaha uamr bhar sath rahne ke wade kaha sare tewar tumhare nikal jayenge tum jo badle to hum bhi badal jayenge fir na kahna kabhi hamse badla liya fir na kahna kabhi hamse badla liya bewafa ho bade hato jao piya bewafa ho bade hato jao piya wada hamse kiya dil kisi ko diya wada hamse kiya dil kisi ko diya bewafa ho bade hato jao piya bewafa ho bade hato jao piya wada hamse kiya
Song details
- Singer: Mubarak Begum
- Film / album: Saraswati Chandra (1968)
- Composer: Kalyanji Anandji
- Lyricist: Indeevar
- Actor: Manish
- Actor: Nutan
- Actor: Vijaya Chaudhary
- Actor: Sulochana
- Actor: Ramesh Deo
- Actor: Seema Deo
- Actor: B M Vyas
- Actor: Nayam Pally
- Actor: Sulochana Chatterjee
- Actor: Dulari
- Actor: Indu Shivraj
- Actor: Parveen Paul
- Actor: Vishwas Kunte
- Actor: Dhumal
- Actor: Surendra
- Actor: Jeevankala
- Actor: Babu Raje
- Actor: Ratna Mala
- Actor: Daya Devi
- Actor: Govind
- Actor: Sadhana Khote
- Actor: Omkar
- Actor: Madhumati
Song video
actor: Ramesh Deo, Madhumati