Roman script

wada raha wada raha wada raha

wada raha pyaar se pyaar ka ab hum naa honge juda

wada raha pyaar se pyaar ka ab hum naa honge juda

yeh meri dhadkane sun raha hai khuda

chahe tumhe kis kadar mera dil tumko nahi hai pata

yeh meri dhadkane sun raha hai khuda, wada raha

dono jahan ko bhoola hu main aisi lagi hai tujhse lagan

chahe kahu ise awaargi, chahe kahu ise deewanapan

dil ne kaha dil ne suna, maine tumhe dilbar chuna

ab duriyan naa rahi darmiya, kya rang layi wafa

yeh meri dhadkane sun raha hai khuda

wada raha pyaar se pyaar ka ab hum naa honge juda

yeh meri dhadkane sun raha hai khuda

dekha tumhe to aisa laga mujhko mila hai manzil ka pata

chalna hai humko ab saath me tumse juda mera raasta

maine to lee hai yeh kasam paau tumhe janamo janam

sajde kiye maine shaam-o-saher maanga hai tumko sada

yeh meri dhadkane sun raha hai khuda

wada raha pyaar se pyaar ka ab hum naa honge juda

yeh meri dhadkane sun raha hai khuda

wada raha yeh wada raha, pyaar se pyaar ka pyaar se pyaar ka

wada raha yeh wada raha, pyaar se pyaar ka 

wada raha yeh wada raha, pyaar se 

wada raha yeh wada raha

lyrics typed by: neha gupta

Explore this song