Roman script

vo raat din vo shyaam ki guzari hui kahaaniyaan

jo tere ghar me chhod  di pyaar ki sab nishaaniyaan

sabr-o-qaraar chhin gayaa, ghar thaa so vo bhi lut gayaa

yaad rahegi umr bhar aap ki meharbaaniya

vo raat din vo shyaam ki guzari hui kahaaniya

jo tere ghar me chhod  di pyaar ki sab nishaaniya

aaye bhi aur chale gaye din mere bahaar ke

ab hai khizaa ki god me roti hui javaaniyaan

vo raat din vo shyaam ki guzari hui kahaaniyaan

jo tere ghar me chhod  di pyaar ki sab nishaaniyaan

vo raat

Explore this song