Roman script

wo bijli hai ham shola, aaj na jaane kya hoga

chaand se takkar suraj ki, lo aaya din qayamat ka 

ho ho ho yaaron husn ki ishk se ye pehli mulaqaat hai 

aa ha ha vallaah kya baat hai

oh ho ho vallaah kya baat hai, kya baat hai 

vo bijli hai ham shola, aaj na jaane kya hoga

chaand se takkar suraj ki, lo aaya din qayamat ka 

ho ho ho yaaron husn ki ishk se ye pahali mulaqaat hai 

aa ha ha vallaah kya baat hai

oh ho ho vallaah kya baat hai, kya baat hai 

hote hai kaafir yu to, allaah-allaah kehte hai dilbar jinko 

dil ko uda le has ke, tauba-tauba aata hai jaadu inko 

lekin humse jo aankh mili to, kha gaye vo bhi chakkar 

sab naaz vo apne bhul gaye, aur bhul gaye sab akad 

unko paani pina pada, ye hai naazuk vaqt bada

chaand se takkar suraj ki, lo aaya din qayamat ka 

ho ho ho yaaron husn ki ishk se ye pehli mulaqaat hai 

aa ha ha vallaah kya baat hai

oh ho ho vallaah kya baat hai, kya baat hai 

aisi bhi kya madhoshi, dekho-dekho hosh nahi anchal ka

kahati hai saaf nigaahe, allaah kasam haal bura hai dil ka

hai baat abhi to aankho tak, aage zaalim kya hoga

jab dil ko chhu legi najar, jaane aalam kya hoga

chaand se takkar suraj ki, lo aaya din qayamat ka 

ho ho ho yaaro husn ki ishk se ye pehli mulaqaat hai 

aa ha ha vallaah kya baat hai

oh ho ho vallaah kya baat hai, kya baat hai

vo bijli hai ham shola, aaj na jaane kya hoga

chaand se takkar suraj ki, lo aaya din qayaamat ka 

ho ho ho yaaron husn ki ishk se ye pehli mulaqaat hai 

aa ha ha vallaah kya baat hai

oh ho ho vallaah kya baat hai, kya baat hai

Explore this song