Roman script

vidhi ne dekho virha milan ka kaisa khel rachaya 

aathaha sagar ram katha hai aathaha sagar ram katha hai  

par nahi koi paya vidhi ne dekho 

virha milan ka kaisa khel rachaya 

yaad siya ko parbhu ke man me chha gayi ghor udasi 

rajmahal me rah kar bhi raghuvir bane vanvasi

phal ka bhojan din ki saiya nind nahi nainn me 

uthe jiya me pid pukare siya siya siya siya siya siya 

siya siya hi man me siya siya hi man me 

vadiye hi shok me vayakul hai raghuraya

katha sagar ram kata hai par nahi koi paya 

ram shiri ram o o oo oo ram shiri ram

yaha janki jape nirantar ram nam ki mala

rahi chupaye ram nirah ki gavala 

surye dev ki kare puja tulsi me jal dale

go mata ko tilak kare hirano ke chane pale 

kavi chandar me ram chandar ki chab ki chhl na hoti 

kavi chandar me ram chandar ki chab ki chhl na hoti 

darsan pave ri na mit bawari ankhiya kabhi na soti

kaya se chhaya bichadi kyu bharham se lakshmi maya

katha sagar ram katha hai par nahi koi paya

Explore this song