Roman script

ved upanishad darshan hitu rang prem vidhaye 
desh bhakti sanskrti aur jeevan 
ravi ke geet sikhaye 
ved upanishad darshan hitu rang prem vidhaye 
desh bhakti sanskrti aur jeevan 
ravi ke geet sikhaye 
ravi se chirtkala sawym 
ravi se bhashit kavye swaym 
ravi se chirtkala sawym 
ravi se bhashit kavye swaym 
bhasha ravi se dhan swaym 
swaym geet ban jaaye 
swayam geet ban jaye 
ved upanishad darshan hitu rang prem vidhaye 
desh bhakti sanskrti aur jeevan 
ravi ke geet sikhaye 
desh videsh ki dhune mili 
mile raag raagniyo ke swar 
desh videsh ki dhune mili 
mile raag raagniyo ke swar 
vishw hrdy se jude ravinder 
ravi sangeet mila sab milakar 
ravi sangeet mila sab milakar 
sabke uper manish satye 
jeevan devta ek hi hai 
utho jaago he amrit putro 
ravi ke geet jagaye
ravi ke geet jagaye

Song details

Song video

Watch on YouTube