Roman script

himalya ki bulandi se suno aawaj hai aayi

kaha maao se de bete kaho behno se de bhai

vatan pe jo fida hoga amar vo naujawan hoga

rahegi jab talak ye duniya ye asfana bayaa hoga 

himalya kah raha hai is vatan ke naujawano se

khada hu santh veer ban ke mai sarhad pe jamano se

bhala is vaqt dekhu kon mera pasbaan hoga

vatan pe jo fida hoga amar vo naujawan hoga

chaman walo ki gairat ko hai saiyado ne lalkara

utho har phul se kah do ke ban jaye vo angara

nahi to dosto rusva humara gulistan hoga

vatan pe jo fida hoga amar vo naujawan hoga

humare ek padosi ne humare ghar ko luta hai

bharam ek dost ki dosti ka aise tuta hai

ki ab har dost pe duniya ko dusman ka guman hoga

vatan pe jo fida hoga amar vo naujawan hoga

sipahi dete hai aawaj matao ko behano ko

hame hathiyar la do bech do apne gehno ko

ki is kurabn bekuraban vatan ka har naujawan hoga

vatan pe jo fida hoga amar vo naujawan hoga

rahegi jab talak ye duniya ye asfana bayaa hoga 

vatan pe jo fida hoga amar vo naujawan hoga

Explore this song