Roman script

varan kare kya maiya 

shri ram ji ki shobha 

varan kare kya maiya 

shri ram ji ki shobha 

prithvi pe dharm palak 

waisa na koi hoga 

varan kare kya maiya 

shri ram ji ki shobha 

varan kare kya maiya 

shri ram ji ki shobha 

jan man ka krity ranjan 

sab ke hai prem bandhi 

faili hai unke yash ki 

charo tarf sugandhi 

jan man ka krity ranjan 

sab ke hai prem bandhi 

faili hai unke yash ki 

charo tarf sugandhi 

bhulega na unhe jo 

ek bar dekh lega

varan kare kya maiya 

shri ram ji ki shobha 

varan kare kya maiya 

shri ram ji ki shobha 

ratri ke chandrma hai 

aur din ke wo ravi hai 

kahte hai log unko 

vishnu ki wo chhavi hai 

ratri ke chandrma hai 

aur din ke wo ravi hai 

kahte hai log unko 

vishnu ki wo chhavi hai 

tar jayega wo bhav se 

jo nam unka lega

varan kare kya maiya 

shri ram ji ki shobha 

varan kare kya maiya 

shri ram ji ki shobha 

prithvi pe dharm palak 

waisa na koi hoga

varan kare kya maiya 

shri ram ji ki shobha 

varan kare kya maiya 

shri ram ji ki shobha

Explore this song