Roman script

vallah humse pucho tum kitnai hasin ho 
vallah humse pucho tum kitnai hasin ho rangin ho 
aisi koi bat fir tum juban par na lana 
aisi koi bat fir tum juban par na lana 
vallah humse pucho tum kitnai hasin ho 
julfe jo kholo to sawan bhi sharmaye 
tum jis ko dekho wo dirgha me rah jaye 
julfe jo kholo to sawan bhi sharmaye 
tum jis ko dekho wo sirgha me rah jaye 
fir wahi bat ki hosh me aao ji 
fir wahi bat ki hosh me aao ji 
vallah humse pucho tum kitnai hasin ho 
najare aavara hai dil bhi hai saudai 
tum jaise logo se milna hai ruswai 
najare aavara hai dil bhi hai saudai 
tum jaise logo se milna hai ruswai 
ae hansi dilruba aa mere pas aa
ae hansi dilruba aa mere pas aa
vallah humse pucho tum kitnai hasin ho 
masum tevar hai chehara bhola bhala
tum jis ko chaho wo hoga kishmat wala 
masum tevar hai chehara bhola bhala 
tum jis ko chaho wo hoga kishmat wala 
aaina hai idhar dekh lo ek najar 
aaina hai idhar dekh lo ek najar 
vallah humse pucho tum kitnai hasin ho 
humse pucho tum kitnai hasin ho

Song details

Song video

Watch on YouTube

singer: Usha Khanna, Mohammed Rafi

lyricist: Rajinder Krishan, Indeevar