Roman script
door tak saath mein chalna hai umar bhar paas mein rehna hai
dhoop ho chaon ho kuch bhi ho humsafar ab nahi rukna hai
kya kahe dhadkan suno vada karlo pyar hamara
kuch bhi ho kam naa ho dunia badle tum na badalna
chahe jo kuch bhi ho wada humse karo
khwaab ya hakikat hai ya mera naseeb hai
chahta hu main jisko woh mere kareeb hai
ho dekhta rahu main tumko aise hi bewajah
zindagi mujhe jeene ki koi to do wajah
zindagi mujhe jeene ki koi toh do wajah
meri koshish har dam rehti aankhein ye nam naa ho
dunia badle tum naa badalna chaahe jo kuch bhi ho
wada humse karo.
Explore this song