Roman script

vasudev sutam devam kanschanur mardanam

devki parmanandam krishnam vande jagaguru

yadunath dwaar ka nath shyam re natwar kunj vihari

eknath dwar ka nath shyam re natwar kunj vihari

baar baar sansar bhar kar baar baar sansar bhar kar

de wo bhar dhan dhari eknath dwar ka nath

shyam re natwar kunj vihari

un ki leela koi na jane un ki leela koi na jane

maya aprampar prabhu ki maya aprampar aar

ek roop ho karman mohan ek roop ho karman mohan

dhare chhavi apar aar aar dhare chhavi apar aar

narayan nar roop dikhate narayan nar roop dikhate

ek rahe sansari yadunath dwar ka nath

shyam re natwar kunj vihari

mere swami antaryami mere swami antaryami

koi na paye paar prabhu ka aa koi na paye paar aar

unke taar me jude huye hai unke taar me jude huye hai

teen lok ke taar teen lok ke taar

murli dhun per tribhuwan nache nach rahe nar nari

eknath dwaar ka nath shyam re natwar kunj vihari

Explore this song