Roman script

phir se zindagi mushkurayegi

hum manayenge, maan jayegi

aaj tak bhale, ajnabi rahi

aaj se humein jaan jayegi

mudke dekhna hi kyu, aage ka irada hai

aaj se hai jo bhi apna, aadha aadha hai

maine vara re, vara re, vara sathiya

mera mera sab pyar, pyar, pyar me

vara re, vara re, vara sathiya

mera mera sab pyar, pyar, pyar me tere

phir se zindagi mushkurayegi

hum manayenge, maan jayegi

aaj tak bhale, ajnabi rahi

aaj se humein jaan jayegi

dono ko nibhana ye, umar bhar ka vada

aaj se hai jo bhi apna, aadha aadha hai

maine vara re, vara re, vara sathiya

mera, mera, sab pyar, pyar, pyar mein

vara re, vara re, vara sathiya

mera, mera, sab pyar, pyar, pyar me tere

Explore this song