Roman script

wah wah khel shuru ho gya, wah wah khel shuru ho gya
kuch mujhe mila aur kuch kho gya
kuch mujhe mila aur kuch kho gya
mulakat hai ye raat hai pyar ki aa aa u aa ye ye ye
aa aa u aa ye ye ye, aa aa u aa ye ye ye
wah wah khel shuru ho gaya, wah wah khel shuru ho gya
kuch mujhe mila aur kuch kho gya
kuch mujhe mila aur kuch kho gya
mulakat hai ye raat hai pyar ki aa aa u aa ye ye ye
aa aa u aa ye ye ye, aa aa u aa ye ye ye
na saji tanhaiyan na baji shehanaiyan
na saji tanhaiyan na baji shehanaiyan
ye kis tarah phir ho gayi lori ki taiyariyan 
chadha na main ghodi par banti na mithai 
khane lagi sara din par tu khatai 
jaan meri dil mera daanv pe laga 
chal chali main jaise hi jaise tu chala 
jaan meri dil mera daanv pe laga 
chal chali main jaise hi jaise tu chala 
mulakat hai ye raat hai pyar ki aa aa u aa ye ye ye
aa aa u aa ye ye ye, aa aa u aa ye ye ye
tu kali na do pali ho gayi kyun bawali
tu kali na do pali ho gayi kyun bawali
ye mujhe tune kya kiya dhadakane do ek jiya 
mere gharwale tere ghar a bhi jayenge 
manenge sharte teri tujhko manayenge 
pyar ka ye khel sab khelon se juda 
milta hai haar mein bhi jeet ka maza 
pyar ka ye khel sab khelon se juda 
milta hai haar mein bhi jeet ka maza
mulakat hai ye raat hai pyar ki aa aa u aa ye ye ye
aa aa u aa ye ye ye, aa aa u aa ye ye ye
wah wah khel shuru ho gya, wah wah khel shuru ho gya
kuch mujhe mila aur kuch kho gya
kuch mujhe mila aur kuch kho gya
mulakat hai ye raat hai pyar ki aa aa u aa ye ye ye
aa aa u aa ye ye ye, aa aa u aa ye ye ye
aa aa u aa ye ye ye, aa aa u aa ye ye ye

Song details

Song video

Watch on YouTube

singer: Lata Mangeshkar, Kishore Kumar

actor: Jeetendra, Sridevi