Roman script

vaada tumse hai vaada ho vaada tumse hai vaada
janmo ka, pyaar ka, dard ka o saathiya
vaada tumse hai vaada ho vaada tumse hai vaada
janmo ka, pyaar ka, dard ka o saathiya
vaada vaada vaada vaada vaada
meri palko me tere sapno ka ghar hai
mere is dil me teri chahat ka ghar hai
meri rag rag me tu bas tera prem samaya hai 
samaya hai
meri in sanso me ab teri sanso ki sargam bajti hai
vaada tumse hai vaada ho vaada tumse hai vaada
janmo ka, pyaar ka, dard ka o saathiya
jina bhala kya iss duniya se darke ho
yu hi rakhunga main baaho me tujhko bharke
tere sajade me hi sar ko hamesha jhukaya hai 
jhukaya hai
meri tasviro pe bas tere rango ki maala sajdi hai
vaada tumse hai vaada ho vaada tumse hai vaada
janmo ka, pyaar ka, vaada vaada saathiya saathiya

Song details

Song video

Watch on YouTube

actor: Adah Sharma, Rajneesh Duggal