Roman script

vaada tumse hai vaada ho vaada tumse hai vaada

janmo ka pyaar ka dard ka o saathiya

vaada tumse hai vaada ho vaada tumse hai vaada

janmo ka pyaar ka dard ka o saathiya

vaada vaada vaada vaada vaada

meri palko me tere sapno ka ghar hai

mere is dil me teri chahat ka ghar hai

meri rag rag me tu bas tera prem samaya hai samaya hai

meri in sanso me abb teri sanso ki sargam bajati hai

vaada tumse hai vaada ho vaada tumse hai vaada

janmo ka pyaar ka dard ka o saathiya

jina bhala kya iss duniya se darke ho

yu hi rakhunga main baaho me tujhko bharke

tere sajde me hi sar ko hamesha jhukaya hai jhukaya hai

meri taswiro pe bas tere rango ki maala sajadi hai

vaada tumse hai vaada ho vaada tumse hai vaada

janmo ka pyaar ka dard ka o saathiya

vaada vaada saathiya saathiya

Explore this song