Roman script

uthi hai ghataye chali hai hawaye 
uthi hai ghataye chali hai hawaye 
gulo se ye kah do jara muskuraye 
gulo se ye kah do jara muskuraye 
uthi hai ghataye chali hai hawaye 
nigaho se kah do ki aankhe dikhaye
nigaho se kah do ki aankhe dikhaye 
ummido se kah do ki ghar ko sajaye 
ummido se kah do ki ghar ko sajaye 
uthi hai ghataye chali hai hawaye 
nayi jindagi hai nayi tajgi hai 
nayi jindagi hai nayi tajgi hai 
chalo tohe maykhana piye pilaye 
chalo tohr maykhana piye pilaye 
uthi hai ghataye chali hai hawaye 
jawani ko hasna hasana sikha de 
jawani ko hasna hasana sikha de 
chalo chal ke taro ki duniya basaye 
chalo chal ke taro ki duniya basaye 
uthi hai ghataye chali hai hawaye 
wo wade mahobbat wo uthati jawani 
wo wade mahobbat wo uthati jawani 
unhe dhundati hai wo aaye na aaye 
unhe dhundati hai wo aaye na aaye
uthati hai ghataye chali hai hawaye

Song details

Song video

Watch on YouTube

lyricist: Manohar Sehrai, Akhtar Chughtai