Roman script

dard-e-mohabbat aaho se kah de
dil me rahe aur lab pe na aaye
dard-e-mohabbat aaho se kah de
dil me rahe aur lab pe na aaye
ho ishq kahi 
ho ishq kahi shikwa na kare
badnam mohabbat na ho jaye
dard-e-mohabbat aaho se kahde
dil me rahe aur lab pe na aaye
aaj ka jina jina hai, aaj hi mar ke kya kare
aaj ka jina jina hai, aaj hi mar ke kya kare
kal ka bharosa kaun kare
ik saans ka khel hai aaye na aaye
kal ka bharosa kaun kare
ik saans ka khel hai aaye na aaye
ho ishq kahi shikwa na kare
badnam mohabbat na ho jaye
dard-e-mohabbat 
palko me ruk ke ek aasu, sahme sahme bol utha
palko me ruk ke ek aasu, sahme sahme bol utha
jisne mohabbat ki duniya me
bebas hoke ashq bahaye
jisne mohabbat ki duniya me
bebas hoke ashq bahaye
ho ishq kahi shikwa na kare
badnam mohabbat na ho jaye
dard-e-mohabbat

Song details

Song video

Watch on YouTube