Roman script

utha ke nichi nazar maine jab salam kiya 

meri adao ne mehfil me kattle aam kiya

kisi ko ek hi pal me nai jawani di

kisi ko ek hi pal me nai jawani di

kisi ko ek hi pal me nai jawani di

kisi ka jina zara der me haram kiya 

kisi ka jina zara der me haram kiya 

meri adao ne mehfil me kattle aam kiya

utha ke nichi nazar maine jab salam kiya 

wo jisko maine uthaya tha apni mehfil se 

usiko pas bithane ka intzam kiya

usiko pas bithane ka intzam kiya

meri adao ne mehfil me kattle aam kiya

utha ke nichi nazar maine jab salam kiya

Explore this song