Roman script

usne jo kahan mujhse ek geet suna do na 

usne jo kahan mujhse ek geet suna do na 

jo dil mein dhadakta hai wo raaj bata do na 

jo dil mein dhadakta hai wo raaj bata do na 

usne jo kahan mujhse 

nagmat ke phulo ko sajo mein piro du mein 

ji chaha ki dhadkan ko geeto mein sama du mein

geeto mein sama du mein 

hasn kar jo kahan usne diwana bana do na 

hasn kar jo kahan usne diwana bana do na 

usne jo kahan mujhse 

sagar hai mohabbat hai nagma hai jawani hai 

juba pe hakikat hai duniya to kahani hai 

duniya to kahani hai 

main geet main geet sunati hu tum saaj utha lo na

main geet sunati hu tum taaj utha lo na 

usne jo kahan mujhse ek geet suna do na 

jo dil mein dhadakta hai wo raaj bata do na 

usne jo usne jo

Explore this song