Roman script

sabba khulaaye hum unke munh chhupane ka

uda na le koi andaaz muskurane ka

usne bade andaaz se sarkaa ke dupatta

usne bade andaaz se sarkaa ke dupatta

mujhko ishara kar diya lehrake dupatta

usne bade andaaz se sarkaa ke dupatta

mujhko ishara kar diya lehrake dupatta

usne bade andaaz se sarkaa ke dupatta

aayi jo jawaani to bade naajo ada se

aayi jo jawaani to bade naajo ada se

aayi jo jawaani to bade naajo ada se seene se

seene se lipatne laga balkhake dupatta

seene se lipatne laga balkhake dupatta

mujhko ishara kar diya lehrake dupatta

usne bade andaaz se sarkaa ke dupatta

jab unse kabhi arz tamanna kiya maine

jab unse kabhi arz tamanna kiya maine

jab unse kabhi arz tamanna kiya maine daato mein

daato mein dabane lage sharmake dupatta

daato mein dabane lage sharmake dupatta

mujhko ishara kar diya lehrake dupatta

usne bade andaaz se sarkaa ke dupatta

tujhko pehnane ke liye jaane tamanna

tujhko pehnane ke liye jaane tamanna

tujhko pehnane ke liye jaane tamanna jaipur se

jaipur se mangvaya hain rangwake dupatta

jaipur se mangvaya hain rangwake dupatta

mujhko ishara kar diya lehrake dupatta

usne bade andaaz se sarkaa ke dupatta

mujhko ishara kar diya lehrake dupatta

usne bade andaaz se sarkaa ke dupatta

usne bade andaaz se sarkaa ke dupatta

usne bade andaaz se sarkaa ke dupatta

Explore this song