Roman script

aye do jahan ke maalik sunn le meri guzaarish

aye do jahan ke maalik sunn le meri guzaarish

mere jigar ke tukde ke vaaste yeh khwaahish

woh jahan bhi jis jagah ho tera hath sar pe rakhna

hardum har ghadi haan tu fikar uski karna

use khairiyat se rakhna use khairiyat se rakhna

use khairiyat se rakhna bas khairiyat se rakhna

kabhi tez dhoop uska badan jala na paaye

haan kabhi tez dhoop uska badan jala na paaye

kabhi baarishein bhi usko beemar kar na paaye

ho lihaaf tann pe uske tere hathon se tu dhakna

usko lage na thokar itna karam tu karna

use khairiyat se rakhna use khairiyat se rakhna

use khairiyat se rakhna bas khairiyat se rakhna

khairiyat se rakhna khairiyat se khairiyat se rakhna

use khairiyat se rakhna use khairiyat se rakhna

use khairiyat se rakhna bas khairiyat se rakhna

use khairiyat se rakhna

Explore this song