Roman script

us raat chaand fir lauta nahi 
us raat chaand fir lauta nahi 
raat khamosh karvaten badalti rahin 
raat khamosh karvaten badalti rahin 
us raat chaand fir lauta nahi 
us raat chaand fir lauta nahi 
raat khamosh karvaten badalti rahin 
raat khamosh karvaten badalti rahin 
us raat chaand fir lauta nahi 
nind aankho me thodi bhi tikati nahi 
nind aankho me thodi bhi tikati nahi 
aur khwaab sang badlo ke tairte rahe 
aur khwaab sang badlo ke tairte rahe 
us raat chaand fir lauta nahi 
us raat chaand fir lauta nahi 
us raat chaand fir lauta nahi 
saaye yaado ke yun hi bhatakte rahe 
saaye yaado ke yun hi bhatakte rahe
khamoshi gupchup bahut kuchh kahti rahi 
khamoshi gupchup bahut kuchh kahti rahi 
us raat chaand fir lauta nahi 
us raat chaand fir lauta nahi 
us raat chaand fir lauta nahi 
raat aamasvay ki thi 
chaandni gumsum si thi 
saath koi nahi tha, chaand bhi nahi 
us raat chaand fir lauta nahi 
raat khamosh karvaten badalti rahin 
raat khamosh karvaten badalti rahin 
us raat chaand fir lauta nahi 
us raat chaand fir lauta nahi

Song details