Roman script

us ladki se mujhe preet hai mere man ki jo meet hai

na hasti hai na roti hai na jagti hai na soti hai

na khati hai na peeti hai

ab socho ab socho wo kaise jeeti hai

us ladki ka hai nam kala kala

us ladki ka hai nam kala

mujhe usne pukara lo mai chala lo mai chala

us ladki ka hai nam kala

o kala o kala mai tera diwana sari dunia se begana

o kala mai tera diwana sari dunia se begana

art is my life art is my wife yu shama i parwana

yu has has ke mai jala us ladki ka hai nam kala

mujhe usne pukara lo mai chala lo mai chala

us ladki ka hai nam kala

mai kalawati ka dharm pati or dance ke fun ka jati sati

mai kalawati ka dharm pati or dance ke fun ka jati sati

is sokh me dekar diwala kholi hai maine ek shala

mere hath se o mere hath se hai dunia ka bhala

dunia ka bhala us ladki ka hai nam kala

mujhe usne pukara lo mai chala lo mai chala

us ladki ka hai nam kala

sach puche agar koi bhaiya asan nahi ye tha thaiya

sach puche agar koi bhaiya asan nahi ye tha thaiya

jitne bhi bade us par hue ghar unke sada barbad hue

jute se jute se alag raha unka chala

unka chala us ladki ka hai nam kala

mujhe usne pukara lo mai chala lo mai chala 

us ladki ka hai nam kala mujhe usne pukara 

lo mai chala lo mai chala lo mai chala

Explore this song