Roman script

chann se bole chamak ke jab chanar bole

kwaab dekha hai aankh kaa khumaar bole

kwaab chalke toh aankh se tapak ke bole

jharna chlake toh pura aabshar bole

urzu urzdur kut urzu urzdur kut urzu urzdur kut

chann se bole chamak ke jab chanar bole

kwaab dekha hai aankh kaa khumaar bole

kwaab chalke toh aankh se tapak ke bole

jharna chlake toh pura aabshar bole

urzu urzdur kut urzu urzdur kut urzu urzdur kut

hare kwaab ki yeh hari chudiya 

kalaayi me kisne bhari chudiya

hare kwaab ki yeh hari chudiya 

kalaayi me kisne bhari chudiya

uthi nind se chali aayi main 

saath hi aagayi meri chudiya

saath hi aagayi meri chudiya

ankh bole kwaab kwaab dekhte raho

roj koyi ek chaand belte raho

chaand tute toh tukde tukde baat lena

gol pahiya hai rat din dhakelte raho

urzu urzdur kut urzu urzdur kut urzu urzdur kut

chann se bole chamak ke jab chanar bole

kwaab dekha hai aankh kaa khumaar bole

kwaab chalke toh aankh se tapak ke bole

jharna chlake toh pura aabshar bole

urzu urzdur kut urzu urzdur kut urzu urzdur kut

Explore this song