Roman script

upar hai badariya kaari

maujo me hai naav hamari

beda kaise paar ho

ho beda kaise paar ho

upar hai badariya kaari

maujo me hai naav hamari

beda kaise paar ho

ho beda kaise paar ho

ho khene wale

dhire dhire le chal 

naiya dhire dhire

beda kaise paar ho

ho beda kaise paar ho

ho khene wale

dhire dhire le chal 

naiya dhire dhire

beda kaise paar ho

ho beda kaise paar ho

upar hai badariya kaari

maujo me hai naav hamari

beda kaise paar ho

ho beda kaise paar ho

ek paar babul ki nagri

ek paar sajan ka gaon

ek paar babul ki nagri

ek paar sajan ka gaon

ho sar par lok laaz ka bojha

ho sar par lok laaz ka bojha

kaap rahe dulhan ke paav

ho khene wale

dhire dhire le chal 

naiya dhire dhire

beda kaise paar ho

ho beda kaise paar ho

upar hai badariya kaari

maujo me hai naav hamari

beda kaise paar ho

ho beda kaise paar ho

do dilo ki dunia lekar

naiya chali jaye re

do dilo ki dunia lekar

naiya chali jaye re

haye musafir bhola bhala

haye musafir bhola bhala

man hi man ghabraye

ho khene wale

dhire dhire le chal 

naiya dhire dhire

beda kaise paar ho

ho beda kaise paar ho

upar hai badariya kaari

maujo me hai naav hamari

beda kaise paar ho

ho beda kaise paar ho

Explore this song