Roman script

unse rippi tippi ho gayi apni baat pakki ho gayi
aage aage dekhiye hoga hoga kya 
unse rippi tippi ho gayi apni baat pakki ho gayi
aage aage dekhiye hoga hoga kya 
dil mera badal gaya hai aapse hum kya kare 
ek nazar me ho gaye hai aapke hum kya kare 
ek nazar me ho gaye hai aapke hum kya kare 
jan lijiye yahi ada to hai pyar ki jan lijiye yahi ada to hai pyar ki
unse rippi tippi ho gayi apni baat pakki ho gayi
aage aage dekhiye hoga hoga kya 
mane taje mote ho ji prem ke
mane taje mote ho ji prem ke su su karu
milte hai hazur chahne vale kabhi kabhi
milte hai hazur chahne vale kabhi kabhi
unse rippi tippi ho gayi apni baat pakki ho gayi
aage aage dekhiye hoga hoga kya 
baliye chain panchar ho gaya mai ki kara
sanu tere naal pyar ho gaya mai ki kra
sanu tere naal pyar ho gaya mai ki kra
tir marke hamhi se puchto ho kya kare 
tir marke hamhi se puchto ho kya kare 
unse rippi tippi ho gayi apni baat paki ho gayi
aage aage dekhiye hoga haga kya

Song details

Song video

Watch on YouTube

singer: Mohammed Rafi, Geeta Dutt