Roman script

unki najro ka war kyu ji kaisa laga

kyu ji kaisa laga

kaho pyar pahli baar tumhe kaisa laga

ho tumhe kaisa laga

unki najro ka war kyu ji kaisa laga

kyu ji kaisa laga

unki najro ne tumse kaha kya

ye batao ke tumne suna kya

unki najro ne tumse kaha kya

ye batao ke tumne suna kya

ye batao ke pyar tumhe kaisa laga

ho tumhe kaisa laga

unki najro ka war kyu ji kaisa laga

kyu ji kaisa laga

kaise naino me naina samaye

dor akhiyo me kaise aaye

kaise naino me naina samaye

dor akhiyo me kaise aaye

pyari ankhiyo ka pyar tumhe kaisa laga

ho tumhe kaisa laga

unki najro ka war kyu ji kaisa laga

kyu ji kaisa laga

jaao jaao na humko banao

raaz sare tum humse chhupao

jaao jaao na humko banao

raaz sare tum humse chhupao

hum to jane ye pyar tumhe kaisa laga

ho tumhe kaisa laga

unki najro ka war kyu ji kaisa laga

kyu ji kaisa laga

kaho pyar pahli baar tumhe kaisa laga

ho tumhe kaisa laga

Explore this song