Roman script

unhe khokar dukhi dil ki duaa se aur kyaa maangun

mai hairan hun ki aaj apani vafaa se aur kyaa maangun

girahbaa chaak hai, aankho me aansu

lab pe aahe hai

lab pe aahe hai	

yahi kaafi hai duniyaa ki havaa se 

aur kya maangun

unhe khokar 

meri barbaadiyo ki daastan

un tak pahuch jaae

sivaa isake mohabbat ke khudaa se 

aur kyaa maangun

unhe khokar

Explore this song