Roman script

unhe kissa ae gam sunati rahungi 
unhe kissa ae gam sunati rahungi 
main range mohabbat main range mohabbat 
jamati rahungi 
unhe kissa ae gam sunati rahungi 
main hargij shikayat na laaungi lav pe 
sitam par tere muskurati rahungi 
sitam par tere muskurati rahungi 
unhe kissa ae gam sunati rahungi 
main taro ki shamo mein betab hoke ji 
teri yaad mein gungunati rahungi 
teri yaad mein gungunati rahungi 
unhe kissa ae gam sunati rahungi 
wafao ko apni jafao ko teri 
main ginati rahungi 
wafao ko apni jafao ko teri 
main ginati rahungi 
ginati rahungi ginati rahungi 
unhe kissa ae gam sunati rahungi

Song details

Song video

Watch on YouTube