Roman script

panchi ud chal apne desh
panchi ud chal apne desh
panchi ud chal apne desh
panchi ud chal apne desh
apne desh ki tujhko dhun hai
tere desh me kya kya gun hai
jiski khatir tukhko panchi 
jiski khatir tukhko panchi
bura lage pardesh bura lage pardesh
panchi kaisa tera desh panchi kaisa tera desh
panchi
mere desh ki ajab adaye mere desh ki rut balaye
mera desh hai swarg ka tukda mera desh hai 
swarg ka tukda
phule phale hamesha phule phale hamesha
panchi ud chal apne desh panchi ud chal apne desh
panchi
raste me sankat aayenge
pag pag par bhay dikhlayenge
raste me sankat aayenge
pag pag par bhay dikhlayenge
ham panchi parchai bankar 
ham panchi parchai bankar
upar se udd jayenge, upar se udd jayenge
madad karenge dev hamare 
madad karenge dev hamare
brahma vishnu mahesh brahma visnu mahesh
panchi ud chal apne desh 
panchi ud chal apne desh
panchi ud chal apne desh 
panchi ud chal apne desh

Song details

Song video

Watch on YouTube

singer: Rafiq Ghaznavi, Menka Bai