Roman script
ungali me anguthi, anguthi me nagina ungali me anguthi, anguthi me nagina tere bin o o o tere bin ek bhi din mushkil ho gaya jina jina jina ungali me anguthi, anguthi me nagina ungali me anguthi, anguthi me nagina aur kahi dil lagta nahi aaj ye tujhse kahna hain aur kahi dil lagta nahi aaj ye tujhse kahna hain chod ke duniya mujhko dil me tere rahena hain ji chahe nazron se ji chahe nazron se, tu ho tu ho dur kabhi na ungali me anguthi, anguthi me nagina ungali me anguthi, anguthi me nagina tere bin o o o tere bin ek bhi din mushkil ho gaya jina jina jina ungali me anguthi, anguthi me nagina ungali me anguthi, anguthi me nagina
Song details
- Singer: Lata Mangeshkar
- Film / album: Ram Avtar (1988)
- Composer: Laxmikant Pyarelal
- Lyricist: Anand Bakshi
- Actor: Anil Kapoor
- Actor: Sridevi
- Actor: Sunny Deol
- Actor: Subiraj
- Actor: Shakti Kapoor
- Actor: Bharat Bhushan
- Actor: Yunus Parvez
- Actor: Manek Irani
- Actor: Dinesh Hingoo
actor: Anil Kapoor, Sridevi