Roman script

har hansee kabira ke mathe par 

apni rahmat ka taaz rakhta hai 

tu bhi parbardhika meri tarah 

aashikana mijaj rakhta hai 

ungli daba ke dant me o o o 

ungli daba ke daant me wo muskura diye 

ungli daba ke daant me wo muskura diye 

itni si baat ne kai, tufaa utha diye 

ungli daba ke daant me wo muskura diye 

wo josh wo ada wo jawani khuda kasam 

wo josh wo ada wo jawani khuda kasam 

jisne gali gali me diwane bana diye 

jisne gali gali me diwane bana diye 

ungli daba ke daant me wo muskura diye 

nagin ki tarah jhumti lahraati zulfe yaar 

nagin ki tarah jhumti lahraati zulfe yaar 

chalte mushfiro ko bhi raste bhula diye 

chalte mushfiro ko bhi raste bhula diye 

ungli daba ke daant me wo muskura diye 

mastaana chaal chalke wo nikle jidhar se ashq 

mastaana chaal chalke wo nikle jidhar se ashq 

logo ne raste me udhar dil bichha diye 

logo ne raste me udhar dil bichha diye 

itni si baat ne kai, tufaa utha diye 

ungli daba ke daant me wo muskura diye 

ungli daba ke daant me wo muskura diye

Explore this song