Roman script

unke khayal aaye to aate chale gaye

unke khayal aaye to aate chale gaye

divana zindagi ko banate chale gaye

unke khayal 

jo saas aa raha hai usi ka payam hai

jo saas aa raha hai usi ka payam hai

betabiyo ko aur badhate chale gaye

unke khayal 

is dil se aa rahi hai kisi yaar ki sada

is dil se aa rahi hai kisi yaar ki sada

viran mera dil tha basa ke chale gaye

unke khayal 

hosh-o-havas pe mere bijali si gir padi

hosh-o-havas pe mere bijali si gir padi

masti bhari nazar se pila ke chale gaye

unke khayal aaye to aate chale gaye

divana zindagi ko banate chale gaye

unke khayal

Explore this song