Roman script
aahh ahhh aaahh aaaaahhhhhh ho, umar tere naam, naam kar di umar tere naam, naam kar di gham de, ya de khushi, teri marzi, ho umar tere naam, naam kar di gham de, ya de khushi, teri marzi, ho teri marzi, ho, teri marzi teri marzi, ho, teri marzi tu ne tadpaya kitna mujhe, ho tu ne tadpaya kitna mujhe maine tau kuch na shikwa kiya maine chheda zara pyar mein aankhon se aansoo chalka diya aansoo de, ya de hansi, teri marzi, ho tere naam yeh subah shaam kar di gham de, ya de khushi, teri marzi, ho umar tere naam, naam kar di gham de, ya de khushi, teri marzi, ho teri marzi, ho, teri marzi kab se rasta nihaarun tera dil mein teri tamanna liye, ho dil mein teri tamanna liye raat din maine mangi dua raat din dil ne sajde kiye sunne na dua meri, teri marzi, ho pyar mein umar badnaam kardi gham de, ya de khushi, teri marzi, ho umar tere naam, naam kar di gham de, ya de khushi, teri marzi, ho teri marzi, ho, teri marzi log jis ko mohabbat kahe, ho log jis ko mohabbat kahe hai woh benaam ehsaas tu bujh ke bhi jo bujhe na kabhi dil ki an-bujh wahi pyaas tu dil ko dard de yehi, teri marzi ho, har sans teri ghulam kar di gham de, ya de khushi, teri marzi, ho umar tere naam, naam kar di umar tere naam, naam kar di gham de, ya de khushi, teri marzi, ho teri marzi, ho, teri marzi teri marzi, ho, teri marzi teri marzi, ho, teri marzi teri marzi, ho, teri marzi teri marzi, ho, teri marzi
Song details
- Singer: Lata Mangeshkar
- Singer: Suresh Wadkar
- Film / album: Dekha Pyar Tumhara (1985)
- Composer: Laxmikant Pyarelal
- Lyricist: Anjaan
- Actor: Kamal Haasan
- Actor: Rati Agnihotri
- Actor: Shakti Kapoor
- Actor: Asrani
- Actor: Paintal
- Actor: Deven Verma
- Actor: Moushumi Chatterjee
- Actor: Iftekhar
- Actor: Kalpana Iyer
Song video
singer: Lata Mangeshkar, Suresh Wadkar
actor: Rati Agnihotri, Kamal Haasan