Roman script

mai hu solha baras ki mai hu satrah baras ki
mai hu athra baras ki o meri jaan
mujhe unnis laga mai hu bees ki raja
hui ikkees mai puri jawan
solha satrah athra unnis bees 
aur ikkees ka jamela
solha satrah athra unnis bees 
aur ikkees ka jamela meri umar gayi hai beet
ab na hogi kisi se preet
mera picha chhodo rehne do akela re akela
ye buddu bhola bhala yaar mera
umar pachpan ki dil hai bachpan ka
umar pachpan ki dil hai bachpan ka
mai hu solha baras ki mai hu satrah baras ki
mai hu athra baras ki o meri jaan
mujhe unnis laga mai hu bees ki raja
hui ikees mai puri jawan
solha satrah athra unnis bees 
aur ikkis ka jamela
solha satrah athra unnis bees 
aur ikkees ka jamela meri umar gayi hai beet
ab na hogi kisi se preet 
mera picha chhodo rehne do akela re akela
ye buddu bhola bhala yaar mera
umar pachpan ki dil hai bachpan ka
umar pachpan kidil hai bachpan ka

Song details

Song video

Watch on YouTube

singer: Sarika Kapoor, Sudesh Bhosle

actor: Anupam Kher, Kader Khan