Roman script

umar gujregi kaise tere bin 

ek lamha gujarta nahi hai

tere aanchal ki jab yaad aaye

dil diwana sambhalta nahi hai

ho teriya mohabbata teriya mohabbata

teriya mohabbata teriya mohabbata

meri tanhayiya saj rahi hai

teri chahat ki parchhaiyo se

janeman maine chaha hai tujhko

apne dil ki gahraiyo se

bin tere umar gujregi kaise

ek lamha gujarta nahi hai

teriya mohabbata teriya mohabbata

teriya mohabbata teriya mohabbata

teriya mohabbata teriya mohabbata

teriya mohabbata teriya mohabbata

maut mujhko gawara hai lekin

kya karu dam nikalta nahi hai

tere aanchal ki jab yaad aaye

dil diwana sambhalta nahi hai

ho teriya mohabbata teriya mohabbata

teriya mohabbata teriya mohabbata

teriya mohabbata teriya mohabbata

teriya mohabbata teriya mohabbata

Explore this song