Roman script

ae sanam, umar bhar

saath saath, hum rahe

do badan ek jaa

is tarah, hum jeeye

kehta tadap ke ye dil mera

hona nahi hai juda

hona nahi hai juda

ae sanam, umar bhar

saath saath, hum rahe

do badan ek jaa

is tarah, hum jeeye

kehta tadap ke ye dil mera

hona nahi hai juda

hona nahi hai juda

tum jo nahi zindagi mein

kuch bhi nahi saathiya

main jism hu jaan tum ho

tumse hi mera jahan

o piya o piya

sunlo meri daasta

kehta tadap ke ye dil mera

hona nahi hai juda

hona nahi hai juda

gum ho kaha ye bata do

charo taraf hai dhua

tum bin sanam zindgani

jaise koi baddua

o jiya o jiya

todo bhi khamoshiya

kehta tadap ke ye dil mera

hona nahi hai juda

hona nahi hai juda

ae sanam, umar bhar

saath saath, hum rahe

do badan ek jaa

is tarah, hum jeeye

kehta tadap ke ye dil mera

hona nahi hai juda

hona nahi hai juda

ae sanam

Explore this song