Roman script

ullu le ullu le jaana naa ho jahan wahi jaata hai

dil ullu ka pattha hai thodi taqdeer kyu aazmaata hai

dil ullu ka pattha hai jaana naa ho jahan wahi jaata hai

dil ullu ka patha hai thodi taqdeer kyu aazmaata hai

dil ullu ka patha hai be-sar pair ki hai iski aadatein

aafat ko jaan ke deta hai daawatein

jaise aata hai chutki mein jaata hai

dil sau-sau ka chhutta hai

ho jaana nahi ho wahi jaata hai

dil ullu ka patha hai

confuse hai.. dosti pe isse aitbaar aadha hai

rang mein jo dosti ke jo bhang ghol de

ishq ka bhoot sar pe sawaar aadha hai

nighal sake nahi ugal sake

sangemarmar ka bangla banata hain

dil akbar ka pota hai

ho jaana nahi ho wahi jaata hai

dil ullu ka pattha hai

Explore this song