Roman script

ulfat ke jam pila pila pila mere saki

ulfat ke jam pila pila mere saki

aankho se mast bana

aankho se mast bana bana bana mere saki

ulfat ke jam pila pila pila mere saki

ulfat ke jam pila 

gum hai na dard hai jo dil hai jard hai

gum hai na dard hai jo dil hai jard hai

sino me aag laga laga laga mere saki

sino me aag laga laga laga mere saki

ulfat ke jam pila pila pila mere saki

ulfat ke jam pila 

nagmo ka dosh hai mahfil behosh hai

nagmo ka dosh hai mahfil behosh hai

masti me ghum ke bikhra de jhum ke

masti me ghum ke bikhra de jhum ke

julfo ki kali ghata ghata ghata mere saki

julfo ki kali ghata ghata ghata mere saki

ulfat ke jam pila pila pila mere saki

ulfat ke jam pila pila pila mere saki

aankho se mast bana bana bana mere saki

ulfat ke jam pila pila pila mere saki

ulfat ke jam pila

Explore this song