Roman script

ulfat ka saz chedo, shama suhana hai

ulfat ka saz chedo, shama suhana hai

jalve bhi nach uthe, dil ka tarana hai

ulfat ka saz chedo, shama suhana hai

jalve bhi nach uthe, dil ka tarana hai

ulfat ka saz chedo   

dar pe huzur aaye, leke murad ham bhi

itni si aarzu hai, rah jaye yad ham bhi

dar pe huzur aaye, leke murad ham bhi

itni si aarzu hai, rah jaye yad ham bhi

ulfat ka saz chedo, shama suhana hai

jalve bhi nach uthe, dil ka tarana hai

ulfat ka saz chedo  

dono jahan ham bhi, tum par nisar kare

kadmo pe chand tare, sajde hazar kare

dono jahan ham bhi, tum par nisar kare

kadmo pe chand tare, sajde hazar kare

ulfat ka saz chedo, shama suhana hai

jalve bhi nach uthe, dil ka tarana hai

ulfat ka saz chedo  

mahfil me aaj shama, kar degi nam roshan

thamega aaj koi, dil ka hasi daman

mahfil me aaj shama, kar degi nam roshan

thamega aaj koi, dil ka hasi daman

ulfat ka saz chedo, shama suhana hai

jalve bhi nach uthe, dil ka tarana hai

ulfat ka saz chedo  shama suhana hai

jalve bhi nach uthe, dil ka tarana hai

ulfat ka saz chedo

Explore this song