Roman script

ulfat jise kahte hai jine ka sahara hai 

ulfat jise kahte hai jine ka sahara hai 

ek git suhana hai ek mast ishara hai 

ulfat jise kahte hai jine ka sahara hai 

ek git suhana hai ek mast ishara hai 

ulfat jise kahte hai

is duniya me kya hota ulfat na agar hote 

is duniya me kya hota ulfat na agar hote 

jo kuchh nazar aata ulfat ka nazara hai 

ek git suhana hai ek mast ishara hai 

ulfat jise 

ek rog satata tha ek dil ka tera jana 

ab dil ko jalata hai yu tera chle jana 

ek wo bhi nazara tha ek ye bhi nazara hai 

ek wo bhi nazara tha ek ye bhi nazara hai 

hairan ho tum ab tak hum kis tarah jite hai 

aaye ho to ab sun lo hum is tarah jite hai 

aaho ka sahara hai ashko pe gujara hai 

aaho ka sahara hai ashko pe gujara hai

Explore this song