Roman script

uff sambhal kar chalo jana warna gir jaogi

jawani mast hai dagar jara sambhal ke chalo

ye bekhudi ka hai safar jara sambhal ke chalo

aji dupatta kahi hai jara bhi hosh nahi hai

kadam hai bahke hue se khyal or kahi hia

tumhara dhyan hai kidhar jara sambhal ke chalo

tumhara dhyan hai kidhar jara sambhal ke chalo

ye bekhudi ka hai safar jara sambhal ke chalo

jawani mast hai dagar jara sambhal ke chalo

na bhago hamse hasina zara to thahro hasina

tumhari rah pe hum hai tumhare sath hai jina

ye tumpe kiska hai asar jara sambhal ke chalo

jara sambhal ke chalo sambhal ke girna nahi

sambhala kar chalo jana warna gir jaogi, girna nahi

Explore this song