Roman script

tune pyar ka jaadu dala

loot gaya aashiq main dilwala

de diya maine tujhko apna dil

tune pyar ka jaadu dala

loot gaya aashiq main dilwala

de diya maine tujhko apna dil

deewane dilbar dildara

mujhko tere pyaar ne maara

bin tere ab jeena hai muskhil

ho deewane dilbar dildara

mujhko tere pyaar ne maara

bin tere ab jeena hai muskhil

roop tera roop hain ke

chandani ki chhaya hai

aasmaan se kaun tujhko

is zamee pe laaya hain

khwaab tera khwaab hoon main

dekh le nigaho mein

zindagi gujaarni hain

sirf teri baaho mein

main paagal premi deewana

saari duniya se anjaana

tu mere armaano ki manzil

main paagal premi deewana

saari duniya se anjaana

tu mere armaano ki manzil

deewane dilbar dildara

mujhko tere pyaar ne maara

bin tere ab jeena hai muskhil

ho tune pyar ka jaadu dala

loot gaya aashiq main dilwala

de diya maine tujhko apna dil

bheed mein akele mein

jo yaad teri aati hain

jaan meri jaan meri

jaan chali jaati hain

neend mein khayal mein

bazaar mein chaubare mein

aaj kal main sochta hoon

sirf tere baare main

maine tujhko apna maana

likha chahat ka afsana

mere afsaano mein tu shaamil

ho maine tujhko apna maana

likha chahat ka afsana

mere afsaano mein tu shaamil

haan tune pyar ka jaadu dala

loot gaya aashiq main dilwala

de diya maine tujhko apna dil

ho deewane dilbar dildara

mujhko tere pyaar ne maara

bin tere ab jeena hai muskhil

Explore this song