Roman script

mai haara mai haara

jaise toota hua ho sitara

us aansu uske aahe

mere hisse me hai dard saara

sapne aansu ban gaye

sab mere beh gaye

saare armaan mere

dil me reh gaye ho

tune mere jana, kabhi nahi jaana 

ishq mera dard mera ho o 

tune mere jaana, kabhi nahi jaana

ishq mera dard mera aa aa

akele akele maine ro ro ke 

pal pal guzara

main tarsa haa main tadpa

tune lekin kabhi naa pukara

gehri tanhai hai

saath me kuch nahi ee ee 

baate kar leta hoon 

main teri khud se hi ho 

tune mere jaana, kabhi nahi jaana

ishq mera dard mera aa haay

tune mere jaana, kabhi nahi jaana

ishq mera dard mera

aashiq tera aa aa 

bheed me khoya rehta hai

jaanejahan

Explore this song