Roman script

aatish para, aatish para

aatish para hoon main aatish para

jiyu toh mai mashal hu, mitu agar toh tara

hai lapak ke mai pi jaunga andhera ye saara

aatish para, aatish para

aatish para hoon main aatish para

aatish para, aatish para

aatish para hoon main aatish para

jiyu toh mai mashal hu, mitu agar toh hu tara

jiyu toh mai mashal hu, mitu agar toh hu tara

bhabak raha hai rooh me

bhabak raha hai rooh me mere koi angara

aatish para, aatish para

aatish para hoon main aatish para

jiyu toh mai mashal hu

jiyu toh mai mashal hu, mitu agar toh hu tara

ummid ki lau lagata hua badh raha hu

ummid ki lau lagata hua badh raha hu

ummid ki lau lagata hua badh raha hu

mai bedhadak lap-lapata hua badh raha hu

dariya hu mai roshni ka musalsal bahunga

dariya hu mai roshni ka musalsal bahunga

dariya hu mai roshni ka musalsal bahunga

naslo talak banke kisso ka hissa rahunga

dikhaunga mai rasta ki jaise ho dhruvtara

aatish para, aatish para

aatish para hoon main aatish para

jiyu toh mai mashal hu

jiyu toh mai mashal hu, mitu agar toh hu tara

bhabak raha hai rooh me mere koi angara

lapak ke mai pi jaunga andhera ye saara

aatish para, aatish para

aatish para hoon main aatish para

jiyu toh mai mashal hu, mitu agar toh hu tara

aatish para, aatish para

Explore this song