Roman script

ye mana phul se naajuk hu lekin sherani mai hu

tu shola hai mohabbat ka to bijli husn ki mai hu

buri nazro se dekhega to kar dungi buri halat

tu bawan gaj ka rawan hai to kya chhapan chhuri mai hu

ke kate hume chhuri jise mai sidha lagta hun

wo bijli pani pani jisse wo hathiyar rakhta hu

mujhe dar hai, mujhe dar hai

na mit jaye tu mera samna kar ke

jo rakh de chir ke har dhal wo talwar rakhta hu

tune luta hai kitno ka husno shabab

tera khana kharab tera khana kharab

tune luta hai kitno ka husno shabab

tera khana kharab tera khana kharab

hey khakh ho jayega re tera husno shabab

tera khana kharab tera khana kharab

khakh ho jayega tera husno shabab

tera khana kharab tera khana kharab

khakh ho jayega tera husno shabab

tera khana kharab tera khana kharab

Explore this song