Roman script

tune kahi aur maine mani
pyar nahi to kya hai ye
kya hai ye,  kya hai ye
tune kahi aur maine mani
pyar nahi to kya hai ye 
tune kahi aur maine mani
pyar nahi to kya hai ye
dil ki dil ko dard nishani 
dil ki dil ko dard nishani 
pyar nahi to kya hai ye
tune kahi aur maine mani
pyar nahi to kya hai ye
khara pani aankhon ka hai
khare sare samundar bhi
khara pani aankhon ka hai
khare sare samundar bhi
saat samundar hote hain
do aankhon ke andar bhi
kis pani mein chhupi kahani
kis pani mein chhupi kahani
pyar nahi to kya hai ye
tune kahi aur maine mani 
pyar nahi to kya hai ye
dil ki dil ko dard nishani 
dil ki dil ko dard nishani 
pyar nahi to kya hai ye
tune kahi aur maine mani
pyar nahi to kya hai ye

Song details