Roman script

jab bhi mai khwabo me hota hu, sabko hai lagta mai sota hu

hota hu sabse jo mai juda, uski panaaho me hota hu

duniya me jo bhi alag hai, lagta kyun sabko galat hai

shiddat se gadhi hai zid meri, par wo bhi muddat talak hai

sabki nazar me kamzor hu, khud ki nazar me kuchh aur hu

maana bhi manaam bhi mujhme chhupa hu, pehchaan bhi

siyah tara, siyah tara, siyah tara

siyah tara, siyah tara, siyah tara

ho jag se mai jab ub jaata hu, khud hi dil apna dukhata hu

barfile dhup le haatho me leke phir chand ko bhi jalata hu

sabki nazar me kamzor hu, khud ki nazar me kuchh aur hu

maana bhi manaam bhi mujhme chhupa hu, pehchaan bhi

siyah tara, siyah tara, siyah tara

siyah tara, siyah tara, siyah tara

siyah tara, siyah tara, siyah tara

siyah tara, siyah tara, siyah tara

Explore this song